Bin Puche Ajana Lyrics Ami Mishra

Bin Puche Ajana Lyrics: The song is sung by artist Ami Mishra, and musicgiven by Ami Mishra while Kunaal Vermaa has written the Bin Puche Ajana Lyrics. .



Bin Puche Ajana Song Lyrics

Phir Naam Apna Kabhi
Tu Gunguna Jaana
Tera Saath Koi Na De
Tu Bin Puche Aa Jaana

Mil Jaaunga Main Tujhe
Chalta Akela Kahi
Chalte Huye Haath Tu Tham Lena
Main Ruk Jaaunga Phir Wahi

Aao Jo Ab Ke Kabhi
Jaha Ko Bhulaana
Tera Saath Koi Na De
Tu Bin Puche Aa Jaana

Tu Bin Puche Aa Jaana
Tu Bin Puche Aa Jaana
Tu Bin Puche Aa Jaana
Tu Bin Puche Aa Jaana

Yeh Tere Mere Beech Ki Baat Hai
Tu Kisi Ko Na Samjha Jo Halaat Hai
Tera Kuch Batana Jaroori Nahi
Yeh Toh Khamosh Ankhon Ke Jazbaat Hai

Chahunga Teri Khushi
Tu Jo Kare Sab Sahi
Tu Palke Jhuka Ke Mera Naam Lena
Main Ruk Jaaunga Phir Wahi

Jab Yaad Aaun Tujhe
Bas Muskuraan Jaana
Tera Saath Koi Na De
Tu Bin Puche Aa Jaana

Tu Bin Puche Aa Jaana
Tu Bin Puche Aa Jaana
Tu Bin Puche Aa Jaana

Bin Puche Aa Jaana
Tu Bin Puche Aa Jaana
Tu Bin Puche Aa Jaana
Tu Bin Puche Aa Jaana


upstox
  • Artist: Ami Mishra,
  • Music: Ami Mishra
  • Lyricist: Kunaal Vermaa
  • Cast: Ehan Bhat, Sahiba Bhasin
  • Views : 407
  • Tags : Bin Puche Ajana, Bin Puche Ajana song, Bin Puche Ajana lyrics, Bin Puche Ajana song lyrics, Bin Puche Ajana Ami Mishra, Bin Puche Ajana Ami Mishra lyrics