Dil Apni Haddon Se Lyrics Jyotica Tangri

Dil Apni Haddon Se Lyrics: The song is sung by artist Jyotica Tangri, and musicgiven by Chirantann Bhatt while Manoj Yadav has written the Dil Apni Haddon Se Lyrics. .Dil Apni Haddon Se Song Lyrics

Dil Apni Haddon Se Nikal Kar
Teri Had Mein Jaa Baitha Hai
Jaa Baitha Hai, Jaa Baitha

Dil Apni Haddon Se Nikal Kar
Teri Had Mein Jaa Baitha Hai
Jaa Baitha Hai, Jaa Baitha

Bas Issi Zid Mein Ulajhkar
Har Haal Tu, Tu Mera Hai
Tu Mera Hai

Tu Mujhko Oh Jeene Na De
Main Tujhko Oh Jeene Na Doon
Yeh Ishq Hai To Ishq Hai
Aur Kuchh Bhi Hone Na Doon

Main Mujhko Oh Khone Na Doon
Tu Hi Tu Oh Hone Lagun
Yeh Ishq Hai To Ishq Hai
Aur Kuchh Bhi Hone Na Doon

Dil Apni Haddon Se Nikal Kar
Teri Had Mein Jaa Baitha Hai

Dariya Si Beh Na Jaaun
Tera Main Kinaara Chahun
Thaam Le Aa Thaam Le Tu Mujhko
Khud Ko Ganwana Chahun
Tujhme Samana Chahun
Bharle Na Baahon Mein Mujhko

Dariya Si Beh Na Jaaun
Tera Main Kinaara Chahun
Thaam Le Aa Thaam Le Tu Mujhko
Khud Ko Ganwana Chahun
Tujhme Samana Chahun
Bharle Na Baahon Mein Mujhko

Haan Mauka Bhi Hai Marzi Bhi Hai
Dono Bhi Hain
Man Tera Bhi Hai Mera Bhi Hai
Pagalpan Karein Chal

Tu Mujhko Oh Jeene Na De
Main Tujhko Oh Jeene Na Doon
Yeh Ishq Hai To Ishq Hai
Aur Kuchh Bhi Hone Na Doon


upstox
  • Artist: Jyotica Tangri,
  • Music: Chirantann Bhatt
  • Lyricist: Manoj Yadav
  • Views : 388
  • Tags : Dil Apni Haddon Se, Dil Apni Haddon Se song, Dil Apni Haddon Se lyrics, Dil Apni Haddon Se song lyrics, Dil Apni Haddon Se Jyotica Tangri, Dil Apni Haddon Se Jyotica Tangri lyrics